Singer | Anup Jalota |
Genre | Drama |
Language | Hindi |
Album | Maut Ki Sazaa |
tretayug ki baat bataun
godavari nadi tat par
raam lakhan seeta rehte the
panchvati tha unka ghar
are devi seeta ke kehne par
raam chale hirna lane
to wo samaj nahi pave
yeh leela keval vidhi jaane
leela keval vidhi jaane
lakhn laal pahera dete the
raam bhatakte the van mein
hirna dikha raha tha chhalbal
raam naam sun re mann mein
are mrig se phir mareech hui gawa
ter lagayi ha lakshman
dhire se shree raam kaha
aur tyaga nich apavan tan
tyaga nich apavan tan
maiya seeta ghabharayi aur
boli lakshman se bani
sankat mein hain tumre bhaiya
jaane vidh ne kya khani
are lakshman rahi rahi samjhave
tum dhiraj rakho mat yaha
kuch na hoiye bhaiya ko
sankat kaisa jab raam waha
sankat kaisa jab raam waha
phir aahat se haare lakshman
baan se ek khinchi rekha
dhanush ban le chale veer
raam chhabi antar rekha
raam chhabi antar rekha
mata na rekha langana
main ja raha raguvar jaha
jo bhi nikat aaya
chita jal jayegi uski yaha
chita jal jayegi uski yaha
chita jal jayegi uski yaha
sud budh kho baitha sikandar
dekh roop ki than seeya
aankhen chhaliya gayi ravan ki
par chhal bal ne jaga diya
are sadhu bhes mein tha
lankapati seeta thi bholi bhali
bhiksha dene ko haatho mein
kandmul phal le aayi
kandmul phal le aayi
kapati ravan bola mein
kaise bhiksha loon bandhi huyi
ya main jata hoon rukmai
are sakh chai seeta pehle
devar ke vachan yaad aaye
phir dekha seeta ne sadhu
alakhniranjan dohraye
alakhniranjan dohraye
bin bhiksha ko liye kahi
sanyashi ghar se chala gaya
ab yash hoga raghukul ka
socha bahar pag badha diya
japat kar fenka kamandal
tham seeta ko liya
boli tadap kar janki
re dusht aate hai piya
garaj kar ravan hasa
dharti ki chhati dolati
vivash seeta ro rahi
ha raam raghuvar bolati
ha raam raghuvar bolati
ha raam raghuvar bolati
haath pakad kar apne rath par
seetaji ko bitha liya
att has karta lankapat
pad lanka ki aur chala
pad lanka ki aur chala
pad lanka ki aur chala
seeta haran huyi gawa bhaiya
par ya dharti nahi fati
kadam kadam par ravan baitha
aaj hu seeta jat hari
been das sish ke kitne ravan
ab bharat ma gumat hai
tan ke ujare mann ke kaare
ab samaj ma roj pujey
ab samaj ma roj pujey
kitni bar jara yah ravan
par ratti bhar jaga nahi
yah funke the kauyi hai
jab tak na janam hain raam kahi
jab tak na janam hain raam kahi
jab tak na janam hain raam kahi
jab tak na janam hain raam kahi
jab tak na janam hain raam kahi
jab tak na janam hain raam kahi
jab tak na janam hain raam kahi.