tu itni pagli kyun hai

tu itni pagli kyun hai lyrics

Poster tu itni pagli kyun hai

tu itni pagli kyun hai

lyrics/Album : Kisna: The Warrior Poet
Details
Singer Alka Yagnik & Udit Narayan
Genre Love
Language Hindi
Album Kisna: The Warrior Poet
Poster tu itni pagli kyun hai
play
Lyrics

ek baat bata o o o

ek baat bata


jab tu mujhko milati hai

har bar nayi lagati hai

kabhi behad sharmati hai

kabhi bikul itrati hai

har bar yeh dil kehta hai

tu badli badli kyu hai

ek baat bata de mujhko

tu itani pagali kyon hai


jab tu mujhko milta hai

dil kapta hai hilta hai

kabhi rokta tu rasta hai

kabhi dur se hi takta hai

kabhi mujhse tu kehta hai

yeh aanchal dhalka kyon hai

ek baat bata de mujhko

tu itna pagla kyon hai


dekhe tu kyon mud mudke

bikhre lat kyon udd udake

dekhe tu kyon mud mudke

bikhre lat kyon udd udake

naino se naino ka nata

naino se naino ka nata

tut tha hai kyon jud judake


yeh nain bade chanhcal hai

uthate jhukate har pal hai

jo dekhenge bas naina

khoyega apna chaina

kabhi yeh bhi

dekh meraa mann

yu pyar se chalka kyon hai

ek baat bata de mujhko

tu itna pagla kyon hai


chak dana chak dana

dane upar dana

dane upar dana

more angan aana

more angan aana

chak dana chak dana.


Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.