tujhko paayal naam diya hain

tujhko paayal naam diya hain lyrics

Poster tujhko paayal naam diya hain

tujhko paayal naam diya hain

lyrics/Album : Payal
Details
Singer Sadhana Sargam
Genre Emotional
Language Hindi
Album Payal
Poster tujhko paayal naam diya hain
play
Lyrics

tujhko payal naam

diya hain logo ne

tujhko payal naam

diya hain logo ne

sabse hasi teri zindagani hain

sabke dilo mein

sabke labo pe

teri kahani hain

tujhko payal naam

diya hain logo ne


jeene ki ummid man mein jagaye

bhola tha masum chehra tera

meri khushi ki to jagir hain tu

tere siwa ab nahi kuch mera

mere khwabo ki meri yaado ki

tu hi nishani hain

tujhko payal naam

diya hain logo ne

sabse hasi teri zindagani hain

sabke dilo mein

sabke labo pe

teri kahani hain

tujhko payal naam

diya hain logo ne


meri to hain bas yahi aarzu

ho jaye roshan teri anzuman

aaye kahi se farishta koi

le jaye tujhko banake dulhan

maang teri sitaro se

mujhko sajani hain

tujhko payal naam

diya hain logo ne

sabse hasi teri zindagani hain

sabke dilo mein sabke

labo pe teri kahani hain

tujhko payal naam

diya hain logo ne.

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.