Singer | Sameer Khan |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Hum Chaar |
sau baatein sabse karke mithi
mujhse kare kadwi baat
pesh aate har sab se narmi se
gussa dikhe mere saath
jaane kyun nazar phere ese
jaise tum ajnabi chehre
tum aisi kyun ho
tum aisi kyun ho tum
raddi se shikayat meri
lauta de muskurahte meri
sun lo na sun lo na
tum aisi kyun ho
tum aisi kyun ho tum
bade din ke baad nikala hai chand
badalon se
bade din ke baad mahki fizza
aanchalon se
bade din ke baad nikala hai chand
badalon se
bade din ke baad mahki fizza
aanchalon se
kabhi sunlo baarishon ki tum
kabhi sunlo na
kabhi sunlo khawishon ke
kabhi sunlo na
haan tum haan tum
sun lo na ye
tum aisi kyun ho
tum aisi kyun ho tum
kabhi pass hoke bhi pass kyun
lagte nahi
kabhi bewajah kuch baat bhi
karte nahi
kabhi jhootha hi sahi hans do
kabhi hans do na
kabhi baat koi parakh do
kabhi rakh do na
haan tum haan tum
hans do na
tum aisi kyun ho
tum aisi kyun ho tum
raddi se shikayat meri
lauta de muskurahte meri
sun lo na sun lo na
tum aisi kyun ho
tum aisi kyun ho tum.