tum apna ranjo gum lyrics – jagjeet kaur

tum apna ranjo gum lyrics – jagjeet kaur lyrics

Poster tum apna ranjo gum lyrics – jagjeet kaur

tum apna ranjo gum lyrics – jagjeet kaur

Details
Singer Jagjeet Kaur
Language Bollywood
Poster tum apna ranjo gum lyrics – jagjeet kaur
play
Lyrics

Tum Apna Ranjo Gum Apni
Pareshani Mujhe De Do
Tumhe Gum Ki Kasam Is
Dil Ki Virani Mujhe De Do
Tumhe Gum Ki Kasam Is
Dil Ki Virani Mujhe De Do

Ye Mana Main Kisi Qabil
Nahi Hun In Nigaaho Me
Ye Mana Main Kisi Qabil
Nahi Hun In Nigaaho Me

Bura Kya Hai Agar Ye Dukh
Ye Hairani Mujhe De Do
Bura Kya Hai Agar Ye Dukh
Ye Hairani Mujhe De Do

Main Dekhu To Sahi Duniya
Tumhe Kaise Sataati Hai
Main Dekhu To Sahi Duniya
Tumhe Kaise Sataati Hai

Koi Din Ke Liye Apni
Nigahabani Mujhe De Do
Koi Din Ke Liye Apni
Nigahabani Mujhe De Do

Wo Dil Jo Maine Manga Tha
Magar Gairo Ne Paya Tha
Wo Dil Jo Maine Manga Tha
Magar Gairo Ne Paya Tha

Badi Inaayat Hai Agar Usaki
Pashemaani Mujhe De Do
Badi Inaayat Hai Agar Usaki
Pashemaani Mujhe De Do
Tum Apna Ranjo Gum Apni
Pareshani Mujhe De Do.

Music Video Of: Tum Apna Ranjo Gum

Related posts:

  1. Ham Kahan Aur Tum Kahan Lyrics – Surinder Kaur
  2. Gum Sum Ho Kyun Lyrics – Shaan
  3. Zindagi Kahin Gum Hai Lyrics – Zubeen Garg
  4. Naam Gum Jayega Lyrics – Bhupinder Singh, Lata Mangeshkar
Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.