tum mano ya na mano

tum mano ya na mano lyrics

Poster tum mano ya na mano

tum mano ya na mano

lyrics/Album : Khuddar
Details
Singer Kumar Sanu & Alka Yagnik
Genre Love
Language Hindi
Album Khuddar
Poster tum mano ya na mano
play
Lyrics

soni ko mahiwal ki heer ko ranjhe ki

shirin ko farhad ki laila ko majnu ki

sabko kisi ki jarurat hai

tum mano ya na mano

par pyar insan ki jarurat hai

tum mano ya na mano

par pyar insan ki jarurat hai

dil lagake dekho, dil lagake dekho

jindagi kitni khubsurat hai

tum mano ya na mano

par pyar insaa ki jarurat hai

tum mano ya na mano

par pyar insaa ki jarurat hai

dil lagake dekho, dil lagake dekho

jindagi kitni khubsurat hai

tum mano ya mano

par pyar insan ki jarurat hai


rang viran the phul bejan the

pyar jab tak na tha hum prasan the

rang viran the

badlo me bhi hai sagro me bhi hai

phul me hi nahi patharo me bhi hai

phul me bhi nahi patharo me bhi hai

sabke dil me sabki najar me

sabke dil em sabki najar me

kisi na kisi ki chahat hai

dil lagake dekho, dil lagake dekho

jindagi kitni khubsurat hai

tum mano ya mano

par pyar insan ki jarurat hai


jindagi ka pata pyar hi se mila

pyar hi hai khuda pyar hi dewata

jindagi ka pata

pyar ke rang le dil ki tasvir se

apni kismat badal meri takdir se

apni kismat badal meri takdir se

sath jiske chahne wala

sath jiske chahne wala

kismat usi ki kismat hai

dil lagake dekho, dil lagake dekho

jindagi kitni khubsurat hai

tum mano ya mano

par pyar insan ki jarurat hai

dil lagake dekho, dil lagake dekho

jindagi kitni khubsurat hai

tum mano ya mano

par pyar insan ki jarurat hai


soni ko mahiwal ki heer ko ranjhe ki

shirin ko farhad ki laila ko majnu ki

sabko kisi ki jarurat hai.

You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.