Singer | Alka Yagnik, Udit Narayan & Shankar Mahadevan |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Duplicate |
keh rahi hai
yeh nashili
yeh reageeli
yeh sajeeli shaam
keh rehe hai
yeh nasheele
yeh chalakte
yeh dhalakte jaam
tum nahin jaana
tum nahin jaana
sun lo aye jaana
tum nahin jaana
keh rahi hai
aaj darwaze ke baha sirf hai mushkil
mit gaye sab raaste aur kho gayi manzil
aasteno me chupaye zeher ke khanjar
ghoomte hai dhoondte hai
tumko hi kaatil
tum nahin jaana
tum nahin jaana
sun lo aye jaana
tum nahin jaana
keh rahi hai
jaanta hoon aaj zehrele hawaeein hain
jaanta hoon mere dushman sab dishayein hai
jo bhi ho lekin mujhe manzil ko paana hai
main musafir ho meri bhi kuch aadayein hai
aye haseena
mehjabeen tu
dilnasheen tu
dil hai tere naam
aye haseena main musafir
aoonga phir
aaj hai kuch kaam
mujhko hai jaana
mujhko hai jaana
tum nahin jaana
tum nahin jaana
sun lo aye jaana
tum nahin jaana.