Singer | Anup Jalota |
Genre | Sad |
Language | Hindi |
Album | Maut Ki Sazaa |
kaisi lut machi duniya mein
zulm ka rang gehra hain
chand sitare girvi hain aur
aaftab pe pehra hain
uparwale uparwale
uparwale zulm ki seema
tu bhi dekh zara
kab atyachari payenge
maut ki saja maut ki saja
maut ki saja maut ki saja
uparwale uparwale uparwale
uparwale zulm ki seema
tu bhi dekh zara
kab atyachari payenge
maut ki saja maut ki saja
maut ki saja maut ki saja
uparwale uparwale uparwale
yaha to jiski hasti hain
yeh basti uski basti hain
yaha pe jeevan mahenga hain
aur maut yaha pe sasti hain
maut yaha pe sasti hain
paap kare par phir bhi papi
maaf kar diya jata hain
mange jo insaf yaha
wo saf kar diya jata hain
saf kar diya jata hai
rishvat dekar
rishvat dekar apradho ki
file bant dee jati hain
jo virodh karta hain
uski jibh katali jati hain
jibh katali jati hain
chalti firti chalti firti lashe dekhi
jeevan nahi dikha
maut ki saja maut ki saja
maut ki saja maut ki saja
uparwale uparwale uparwale
uparwale zulm ki seema
tu bhi dekh zara
kab atyachari payenge
maut ki saja maut ki saja
maut ki saja maut ki saja
uparwale uparwale uparwale
saitano ka jhankhat hain
iss desh mein ab insaan nahin
yeh koi aur desh lagta hain
apna hindustan nahi
apna hindustan nahi
jaane kab wo din hoga
jab soyi janta jagegi
kab apne adhikaro ko
yeh murda janta mangegi
murda janta mangegi
lakva mar gaya hain
lakva mar gaya hain
inko apni hi pehchan nahi
yeh muthi bhar gunde jinko
pura hindustan nahi
pura hindustan nahi
gunge behro
gunge behro kabhi to sunlo
waqt ki saja
maut ki saja maut ki saja
maut ki saja maut ki saja
uparwale uparwale uparwale
uparwale zulm ki seema
tu bhi dekh zara
kab atyachari payenge
maut ki saja maut ki saja
maut ki saja maut ki saja
uparwale uparwale uparwale
aurat hasti nahi cheej hain
milke bant lee jati hain
in safed kosho ke ghar se
khun ki badbu aati hain
khun ki badbu aati hain
rakshak hi bhakshak ban baithe
badla chalan hain duniya ka
police officer neta mil kar
dekho daal rahe daaka
shasan bana kapoti inki
anachar inka ghata
mela karde maa ka aanchal
dharm nisth ke nirmata
raajneeti to vesya ho gayi
bhrastachar badha
kab atyachari payenge
maut ki saja maut ki saja
maut ki saja maut ki saja
maut ki saja maut ki saja
maut ki saja maut ki saja.