Singer | Jagjit Singh |
Genre | Sad |
Language | Hindi |
Album | Aaj |
ye daulat bhi le lo shohrat
bhi le lo bhale chhin
mujhse meri jawani magar
mujhko lota de
bachpan ka sawan
woh kagaz ki kashti
wo barish ka paani
woh kagaz ki kashti
wo barish ka paani
muhale ki sabse purani shaan
woh bhudhiya jise bache kehte
the naani
o naani ki baato mein
pariyo ka dera
woh chehre ki jhuriyo mein
sadiyo ka khera
bhulaye nahi bhul sakta hain koi
bhulaye nahi bhul sakta hain koi
woh chhoti si raat
wo lambi kahani
woh chhoti si raat
wo lambi kahani
kadi dhup mein main
ghar se na niklna
woh chidiya wo titliyo ka ghar
woh gudiya ki shadi
pe ladna jhagdana
woh jhulo se girn
wo girke sambhalna
woh pipal ke chhalo
ke pyare se kante
woh pipal ke chhalo
ke pyare se kante
woh tuti huyi churiyo ki nishani
woh kagaz ki kashti
wo barish ka pani
woh kagaz ki kashti
wo barish ka pani
woh kagaz ki kashti
wo barish ka pani.