yaad aayee

yaad aayee lyrics

Details
Singer Adnan Sami
Genre Emotional
Language Hindi
Album Muskaan
Poster yaad aayee
play
Lyrics

yaad aayi, yaad aayi,

phir tumhaari yaad aayi

yaad aayi, yaad aayi,

phir tumhaari yaad aayi

aisa lagta hai mujhe to

aisa lagta hai mujhe to

maar daalegi judaai

yeh judaai, yeh judaai

maar daalegi judaai

yaad aayi, yaad aayi

phir tumhaari yaad aayi

aa bhi jaao aa bhi jaao

ishq de tumko sada


na akele reh sakogi bhoolke meri vafa

kuch nazar aaye nahin

kuch nazar aaye na mujhko

aankhon mein bas tum ho chhaayi

aankhon mein bas tum ho chhaayi


tum ho chhaayi, tum ho chhaayi

aankhon mein bas tum ho chhaayi


yaad aayi, yaad aayi

phir tumhaari yaad aayi

tum nahin aate tumhaari

yaad aati hai sanam

kya bataaoon kis tarah mujhko rulaati hai sanam

ab mujhe khaamoshiyon mein

ab mujhe khaamoshiyon mein

dhadkanein deti sunaayi

dhadkanein deti sunaayi

dhadkanein deti sunaayi

dhadkanein deti sunaayi


yaad aayi, yaad aayi

phir tumhaari yaad aayi

dooriyaan majbooriyaan hai

haal-e-dil kaise kahoon

tanha tanha bebasi ka dard main kaise sahoon

tum kaho to chhod doon, ho

tum kaho to chhod doon main

ek pal mein yeh khudaai

ek pal mein yeh khudaai

ek pal mein yeh khudaai

chhod doon main yeh khudaai

yaad aayi, yaad aayi

phir tumhaari yaad aayi

aisa lagta hai mujhe to

aisa lagta hai mujhe to

maar daalegi judaai

yeh judaai, yeh judaai

maar daalegi judaai

yaad aayi, yaad aayi

phir tumhaari yaad aay.


Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.