yahan wahan

yahan wahan lyrics

Poster yahan wahan

yahan wahan

lyrics/Album : Shaadi Ke Side Effects
Details
Singer Farhan Akhtar
Genre Sad
Language Hindi
Album Shaadi Ke Side Effects
Poster yahan wahan
play
Lyrics

kal ko bhoolo na

kal toh bitaa re

sooni chaukhat pe

dekho aaj baitha re (repeat once)


yahaan wahaan

yahan-wahan phirta main

jahaan tahaan, kahaan kahaan

huyi jo hai khata khata khata khata

yaara humein maaf kardo na (repeat once)


kashti hoon main woh tanha, dhoonde jo saahil

tere dil ka woh kona, hai meri manzil (repeat once)


maana ki tu hai naa badi khafa

main bhi zara dun yeh tujhe bata

tere bin din guzar jaaye

shaam dhal jaaye

raat beete naa


yahaan wahaan

yahan-wahan phirta main

jahaan tahaan, kahaan kahaan

huyi jo hai khata khata khata khata

yaara humein maaf kardo na (repeat once)


mujhko itna sukoon hai

sach main kehta hoon

gusse mein hi sahi

tere dil mein rehta doon (repeat once)


maangu bas main toh yahi duaa

dard ki de mujhe koi dava

tere bin kaise samjhaayein

chain na aayein

dil yeh maane na


yahaan wahaan

yahan-wahan phirta main

jahaan tahaan, kahaan kahaan

huyi jo hai khata khata khata khata

yaara humein maaf kardo na (repeat once)

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.