Ye Adah Lyrics – Stebin Ben

Ye Adah Lyrics – Stebin Ben lyrics

Details
Singer Stebin Ben
Language Hindi
Poster Ye Adah Lyrics – Stebin Ben
play
Lyrics

Ye Adah Toone Sikhi
Kahan Se Sanam
Saans Leta Hua Dil
Jo Karde Khatam

Haan Yeh Ada Toone Sikhi
Kahan Se Sanam
Saans Leta Hua Dil
Jo Karde Khatam

Yeh Hunar Cheez Kya Hai
Bata De Mujhe
Kaise Dil Todte Hain

Kaise Dil Todte Hain
Sikha De Mujhe
Thoda Apni Tarah Sa
Bana De Mujhe

Kaise Dil Todte Hain
Bata De Mujhe
Kaise Dil Todte Hain

Ek Nazar Mein Daga
Ek Nazar Mein Wafa
Hai Yeh Jaadu Tera
Ya Hai Koyi Nasha

Ho Ek Nazar Mein Daga
Ek Nazar Mein Wafa
Hai Yeh Jaadu Tera
Ya Hai Koyi Nasha

Ishq Maasum Hai
Husn Ko Hai Pata
Bereham Phir Bhi
Aashiq Ko Karde Tauba

Main Bhi Aashiq Hoon Tera
Mita De Mujhe

Kaise Dil Todte Hain
Kaise Dil Todte Hain
Sikha De Mujhe

Kaise Dil Todte Hain
Sikha De Mujhe
Thoda Apni Tarah Sa
Bana De Mujhe

Kaise Dil Todte Hain
Bata De Mujhe
Kaise Dil Todte Hain

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.