yeh main kahan aake fas gaya na josh hai nahin shor hai yeh main kahan aake fas gaya na josh hai nahin shor hai do hi gadi mein gabra gaya yahan zindagi badi bore hai aye nazar na koyi raasta kin se pada hai mera waasta samaj mein kucch bhi aaye na main kya karu bhala
koyi jaane na yaaron ke bina khoya khoya sa main rahun yaad aa rahe bite din muhje kaise yeh ghytan main saho dekho to ghar se achcha sa jail hai tum saare rahte jahan na koyi khwaab hai na koyi rang hai na koyi hai daastan neend se jaago saath mere bhaago mushkil hai jeena yahan poocho zara hai kaisi zindagi jaise jiyo hai waisi zindagi jahan hai ghum wahan hai khushi yeh soch tu zara yeh main kahan aake fas gaya na josh hai nahin shor hai
nafraten yahan rukti hi nahi is duniya mein pyaar hai begaana hai yahan koyi bhi nahi aisa yeh parivaar hai dharti ke god mein yeh apna swarg hai has ke yahan rehte hai hum hai unche hosle umiden bhi hai jawan humko na yahan hai koyi ghum naadaan hai baccha hai akal ka tu kachcha hai tujhko nahin kuch bhi pata budhe ped hao kuch na paaoge jhuko ge na jo tum to tut jaaoge na zid karo re maan lo yeh kehna tum mera aati jati hai mushkile badi haar hum kabhi maan te nahin jaan jaaoge maan jaaoge tum abhi hame jaante nahin yeh batayenge beta kal tuhje boodhe ped hi dege fal tuhje buzurgon ki jo na sune woh roye baad mein yeh main kahan aake fas gaya na josh hai nahin shor hai.
Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.