yeh aankhen hai aaina

yeh aankhen hai aaina lyrics

Poster yeh aankhen hai aaina

yeh aankhen hai aaina

lyrics/Album : Stuntman
Details
Singer Alka Yagnik & Kumar Sanu
Genre Love
Language Hindi
Album Stuntman
Poster yeh aankhen hai aaina
play
Lyrics

izhaar karti hain deewangi kaa

izhaar karti hain deewangi kaa

yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka

yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka

koi dil churaye na aise kisi kaa

koi dil churaye na aise kisi kaa

yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka

yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka


meri jaan ulfat ke sapane sajake

jara dekh lo mujhko palke utha ke

meri jaan ulfat ke sapane sajake

jara dekh lo mujhko palke utha ke

na jaao meri bekaraari badhake

ke aaya hain mausam sanam dosti kaa

ke aaya hain mausam sanam dosti kaa

yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka

yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka


salaame mohabbat suboh shyaam aaya

nigahon se chahat ka pigaam aaya

salaame mohabbat suboh shyaam aaya

nigahon se chahat ka pigaam aaya

ishara dilo ke bade kaam aaya

ikaraar karti hain dil ki lagi kaa

ikaraar karti hain dil ki lagi kaa

yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka

yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka


izhaar karti hain deewangi kaa

koi dil churaye na aise kisi kaa

yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka

yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka

yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka

yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka.


You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.