yeh kya jadoo

yeh kya jadoo lyrics

Poster yeh kya jadoo

yeh kya jadoo

lyrics/Album : Pyaar Diwana Hota Hai
Details
Singer Udit Narayan
Genre Dance
Language Hindi
Album Pyaar Diwana Hota Hai
Poster yeh kya jadoo
play
Lyrics

yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne
paagal mastana kar daala yaar ne
dil chaahe kuch kar jaawaan
oye rabba main mar jaawwaan
yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne
paagal mastana kar daala yaar ne
dil chaahe kuch kar jaawaan
oye rabba main mar jaawwaan
yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne
paagal mastana kar daala yaar ne

jaise mile hath aise hi mil jaaye ehkaash do dil kunwaare
dil me na reh jaaye hoton par aa jaaye aankhon mein hai jo ishaare
chandni raat ho chaahe barsaat ho
kuch ho jaldi magar phir mulakaat ho
yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne
paagal mastana kar daala yaar ne

oh delhi walon suno main sunata hoon
tum ko yeh dil ki kahani
aati hai sab par magar toot kar aisi aayi hai us pe jawaani
main toot kar reh gaya mauj mein beh gaya
jaane kehna tha kya aur kya keh gaya
yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne
paagal mastana kar daala yaar ne
dil chaahe kuch kar jaawaan
oye rabba main mar jaawwaan
yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne
paagal mastana kar daala yaar ne.
Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.