Language | Bollywood |
chhaata kabhi khulta nahi
it’s you and me
khidki rahe hardam khuli
it’s you and me
tedhi ye zindagi
jaisi ye dosti
hai ghalat sab yahaan
par sabhi hain sahi
shopping kari taxi nahi
it’s you and me
walking kari sandal gayi
it’s you and me
traffic kabhi chalti nahin
it’s you and me
bus ko koi jaldi nahin
it’s you and me
raste tedhe-medhe raste
jab bhi ho jaye kabhi yahaan
daldal lage jahaan
hans le, baahon ko phaila ke
thodi pee jaayein khuli hawa
free mein mili hawa
behte khalasi hain
bhatke jahaaji hain
udne ko raazi hai
mod de hum fizaa
thode deewane hain
thode sayaane hain
paapi puraane hain
choos le hum mazaa, o o..
chalte hue phisle kahin
it’s you and me
hanste hue nikle kahin
it’s you and me
jamte hue pighle kahin
it’s you and me
bante hue bikhre kahin
it’s you and me
tedhi ye zindagi
jaisi ye dosti
hai ghalat sab yahan
par sabhi hain sahi
found mistakes?
feel free to comment with the corrections.