zindagi hai to maut aayegi

zindagi hai to maut aayegi lyrics

Poster zindagi hai to maut aayegi

zindagi hai to maut aayegi

lyrics/Album : Agnipankh
Details
Singer Hariharan
Genre Patriotic
Language Hindi
Album Agnipankh
Poster zindagi hai to maut aayegi
play
Lyrics

zindagi hai to maut aayegi

zindagi fir bhi muskurayegi

kaise jeena hai kaise marna hai

faisla iska khud ko karna hai

balidani watan pe amar ho gaye

hai naman apna aise veero ko

zindagi hai to maut aayegi

zindagi phir bhi muskurayegi

kaise jeena hai kaise marna hai

faisla iska khud ko karna hai

balidani watan pe amar ho gaye

hai naman apna aise veero ko


koi jaati nahi koi bhasha nahi

desh ko sabse upar ye mane

na ye hindu hai

na ye musalmaan hai

kudh ko bharat ki santan jane

yehi janni hai yehi mata hai

desh hi inka vidata hai

desh pe marna jisko aata hai

bagyashali vo kahelata hai

balidhani vatan pe amar ho gaye

hai naman apna aise veero ko


jab seemao pe aaye sankat kahi

in hi veero ne inko mitaya

apni shakti hai kya

apna sahas hai kya

inhi veero ne jag ko dikhaya

is himalaya ka man inse hai

ganga jamana ki shan inse hai

koti koti me pran inse hai

jan gan man ka gaan inse hai

balidani watan pe amar ho gaye

hai naman apna aise viro ko


zindagi hai to maut aayegi

zindagi phir bhi muskurayegi

kaise jeena hai kaise marna hai

faisla iska khud ko karna hai

balidani watan pe amar ho gaye

hai naman apna aise veero ko

hai naman apna aise veero ko

hai naman apna aise veero ko.


You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.