zindagi maut na ban jaye

zindagi maut na ban jaye lyrics

Poster zindagi maut na ban jaye

zindagi maut na ban jaye

lyrics/Album : Sarfarosh
Details
Singer Roop Kumar Rathod & Sonu Nigam
Genre Patriotic
Language Hindi
Album Sarfarosh
Poster zindagi maut na ban jaye
play
Lyrics

zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron

zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron

kho raha chaain-o-aman

kho raha chaain-o-aman

aa, mushkilon mein hai watan

mushkilon mein hai watan

sarfaroshi ki shamaa dil mein jalaa lo yaaron

zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron

zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron

kho raha chaain-o-aman

kho raha chaain-o-aman

aa, mushkilon mein hai watan

mushkilon mein hai watan

sarfaroshi ki shamaa

dil mein jalaa lo yaaron, yaaron..yaaron

zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron…


ek taraf pyaar hai, chaahat hai, wafadari hai

ek taraf desh mein, desh mein

ek taraf desh mein, dhoka hai, gaddari hai

bastiyaan saahmi hui, saahmaa chaman saara hai

gam mein kyoon dooba hua aaj sabh nazara hai

aag pani ki jaga abh jo barsayege

leh lahate huey sabh khet jhulas jaayenge,

jaayenge jaayenge

kho raha chaain-o-aman

kho raha chaain-o-aman

aa, mushkilon mein hai watan

mushkilon mein hai watan

sarfaroshi ki shamaa dil mein jalaa lo yaaron

zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron

zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron

haan, kho raha chaain-o-aman

kho raha chaain-o-aman

haan, mushkilon mein hai watan

mushkilon mein hai watan

sarfaroshi ki shamaa dil mein jalaa lo yaaron

zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron

zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron…


chand sikko ke liye, tum na karo kaam bura

na karo kaam bura, na karo kaam bura

na karo kaam bura

na karo kaam bura

har burayi ka sadaa, hota hai anjaam bura

har burayi ka hai bas,

anjaam bura, anjaam bura

anjaam bura, anjaam bura

anjaam bura, anjaam bura

jurm waalon ki kahan,

umar badi hai yaaron..yaaron

in ki raahon mein sadaa,

maut khadi hai yaaron..yaaron


zulm karne se sadaa, zulm hi haasil hoga

jo na sach baat kahey, woh koi buzdil hoga

sarfaroshon ne lahoo de ke jise seencha hai

aise gulshan ko ujad ne se bachaalo yaaron

sarfaroshi ki shamaa

dil mein jalaa lo yaaron, yaaron..yaaron

zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron

zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron

zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron

kho raha chain-o-amar

kho raha chaain-o-aman

mushkilon mein hai watan

mushkilon mein hai watan

sarfaroshi ki shamaa

dil mein jalaa lo yaaron


zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron

zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron

zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron

zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron…

You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.