geet mein dhalte lafzon mein

geet mein dhalte lafzon mein lyrics

Poster geet mein dhalte lafzon mein

geet mein dhalte lafzon mein

lyrics/Album : Udaan
Details
Singer Amit Trivedi & Amitabh Bhattacharya
Genre Motivational
Language Hindi
Album Udaan
Poster geet mein dhalte lafzon mein
play
Lyrics

geet mein dhalte lafzon mein

taal pe chalti nabzon mein

naya kuchh naya to zaroor hai

shaam se leke sehron mein

dhoop jadi duphero mein

naya kuchh naya to zaroor hai



kya baat hai jo baat hai taaza lagey

zindagi ki nayi nayi faza lagey



haan yeh umango se

poora hua seena hai seena hai ..

lamha yeh maanga nahi,

isse humne cheena hai cheena hai ..

yunhi jeena hai



dhool jami thi aankhon mein

khwab khile ab lakhon mein

naya kuch naya to zaroor hai

dard ki baatien kal ki hain

aaj mein khushiyan chalki hain

naya kuch naya to zaroor hai

jebon mein hum raatein liye ghuma kare

fursat ke yeh mauke sabhi jhuma kare



haan yeh umango se

poora hua seena hai seena hai ..

lamha yeh maanga nahi,

isse humne cheena hai cheena hai ..

yunhi jeena hai



andheri mein hai nayi garmiyan

junoon sakht hai gayi narmiyan

hai dilchasp yeh aag si aag si

mitenge nahi yaad se yaad se



geet mein dhalte lafzon mein

taal pe chalti nabzon mein

naya kuchh naya to zaroor hai

shaam se leke sehron mein

dhoop jadi duphero mein

naya kuchh naya to zaroor hai



kya baat hai jo baat hai taaza lagey

zindagi ki nayi nayi faza lagey



haan yeh umango se

poora hua seena hai seena hai ..

lamha yeh maanga nahi,

isse humne cheena hai cheena hai ..

yunhi jeena hai..


You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.