hai ye paisa, haay haay paisa

hai ye paisa, haay haay paisa lyrics

Poster hai ye paisa, haay haay paisa

hai ye paisa, haay haay paisa

lyrics/Album : Muqaddar Ka Faisla
Details
Singer Asha Bhosle
Genre Dance
Language Hindi
Album Muqaddar Ka Faisla
Poster hai ye paisa, haay haay paisa
play
Lyrics

sau sau ke noto ki roti bana ke

sabhji mein heero ka tadka laga ke

shriman ji aap khate hain

yaki maniye bade shok se

ye khana mere bap khate hain


arey haye paisa haye haye paisa

aa jaye paisa na jaye paisa

hume dar hain kahi inko

mere pyaro na kha jaye paisa

arey haye paisa haye haye paisa

aa jaye paisa na jaye paisa

hume dar hain kahi inko

mere pyaro na kha jaye paisa

arey haye paisa

haye haye paisa paisa


jinhe banaya malik ne

ma ne unhe insan kaha

in daulat ke bando ka

paisa hai bhagwan yaha

inhe chahiye bas

heera moti sona chandi


arey jiska badan ho sone ka

bal ho jiske chandi ke

aankhe jiski heere ki

dant hai jiske moti ke

us pathar dil se

kar denge beti ki shadi

arey haye paisa haye haye paisa

arey haye paisa haye haye paisa

aa jaye paisa na jaye paisa

hume dar hain kahi inko

mere pyaro na kha jaye paisa

arey haye paisa haye haye paisa


meri nani kahti thi

ek kahani kahti thi

paiso ka ek lobhi tha

inke jaisa dobhi tha

dolat ka deewana

koi hoga na vaisa

ant samay jis din aaya

yamdut ne farmaya

apko nark mein jana hain

yaha pe savrag pahunchana hain

bhola bhai chlo jaha

ho paisa hi paisa

arey haye paisa haye haye paisa

aa jaye paisa na jaye paisa

hume dar hai kahi inko

mere pyaro na kha jaye paisa

paisa paisa paisa paisa paisa

paisa paisa paisa hi paisa.

You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.