Singer | Atif Aslam |
Genre | Emotional |
Language | Hindi |
Album | Prince |
aaaa .. aaaa
anjaani si khwaish hai
anjaana hai afsana (afsana)
na meri koi manzil hai na koi hai thikana
aaaa ..aaaa
anjaani si khwaish hai
anjaana hai afsana
na meri koi manzil hai na koi hai thikana
aaaa .. ae ..aaaaaa
kaun hoon main kiski mujhe talaash ..
kaun hoon main kiski mujhe talaash ..
in sooni sooni tanah rahoon par
(who am i, who… who am i)
behke behke se palchin hai
hosh mein bhi madhoshi hai,
na na na na naaa ..
mujhko sunayi deti hai ye kaisi khamoshi hai ..
(who am i)
behke behke se palchin hai
hosh mein bhi madhoshi hai,
na na na na naaa ..
mujhko sunayi deti hai ye kaisi khamoshi hai ..
aaaa..aee..aaaaa……
kaun hoon main kiski mujhe talaash ..
kaun hoon main kiski mujhe talaash ..
in sooni sooni tanah rahoon par
koi bhi to jaane na aalam meri tanhai ka
peecha karta rehta hoon main to apni parchai ka,
oooo…aaaaaaa ..
koi bhi to jaane na aalam meri tanhai ka
peecha karta rehta hoon main to apni parchai ka, ooo aaa ..
kaun hoon main kiski mujhe talaash ..
kaun hoon main kiski mujhe talaash ..
in sooni sooni tanah rahoon par
aa bhi ja sanam
aaa …aaaa…aaaa..
aa bhi ja sanam… yun na kar sitam
teri baahon mein nnn …
aa bhi ja sanam yun na kar sitam
teri baahon mein mar mitenge hum
aa bhi ja sanam yun na kar sitam
teri baahon mein… mar mitengeeee hummmm
baahon mein koi chehra hoga
chehre pe mera pehra hoga
aawarapan kahe hai mujh se
sach ho jaaye ga tera mera jo hai ye saara sapna
aa bhi ja sanam yun na kar sitam
teri baahon mein mar mitenge hum
aa bhi ja sanam yun na kar sitam
teri baahon mein… mar mitengeeee hummmm