Singer | Ravi Basrur |
Language | Bollywood |
Album | Antim: The Final Truth |
gandi hai duniya
gandi iraadon se
gaddi paise ke pichhe
bhaga hai zor se
koi toh aayega
bhagwan ke badle mein
tere antim toh likha hai
iske hath mein haan
nana na nana na
nana na na na nana
suraj ke jaise garmi
faulad ke jaisa seena
na iske saamne koyi
galti kar paaye dobara
jo dhoop mein khud hi jal ke
deta auron ko saaya
woh aisi roshni hai jo
jag roshan kar de saara
woh waqt se aage bhaagta
suraj se pehle jaagta
woh khud mein ek kanoon hai
jo faisla kar de saara
gandi hai duniya
gandi iraadon se
gaddi paise ke pichhe
bhaga hai zor se
koyi to aayega
bhagwan ke badle mein
tere antim toh likha hai
iske hath mein haan