mann mein kuch aur

mann mein kuch aur lyrics

Poster mann mein kuch aur

mann mein kuch aur

lyrics/Album : Janta Ki Adalat
Details
Singer Kumar Sanu & Kavita Krishnamurthy
Genre Love
Language Hindi
Album Janta Ki Adalat
Poster mann mein kuch aur
play
Lyrics

mann mein kuch aur nahi hai

teri chahat ke siwa

sari duniya mein nahi kuchh bhi

mohabbat ke siwa

mann mein kuch aur nahi hai

teri chahat ke siwa

sari duniya mein nahi kuchh bhi

mohabbat ke siwa

mann mein kuch aur nahi hai

teri chahat ke siwa


le le lele le, le le lele le

humsafar milta nahi agar

na ho takdiro me

likha hota hai sanam hath ki

lakiro me

humsafar milta nahi agar

na ho takdiro me

likha hota hai sanam hath ki

lakiro me

kaun kar paye juda humko

qayamat ke siwa

sari duniya mein nahi kuchh bhi

mohabbat ke siwa

mann mein kuch or nahi hai

teri chahat ke siwa


le le lele le, le le lele le

teri dhadkan mein utar jane ko jee karta hai

teri baaho mein hi mar jane ko jee karta hai

teri dhadkan mein utar jane ko jee karta hai

teri baaho mein hi mar jane ko jee karta hai

kuchh jarurat hi nahi teri jarurat ke siwa

sari duniya mein nahi kuchh bhi

mohabbat ke siwa

mann mein kuch or nahi hai

teri chahat ke siwa

sari duniya mein nahi kuchh bhi

mohabbat ke siwa.

You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.