Singer | Shankar Mahadevan, Ali Zafar & Mahalakshmi Iyer |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Kill Dil |
lahu lahaan hua hai falak
yeh kaisa loha pighla hai
ek suraj doob gaya peechhe
ek suraj saamne nikla hai
maana maana ishq vishq pe zor to nahi
dil mein dum hai haal chaal kamzor to nahi
ishq ki chaal pe maat manzoor hai
arre o bande mauka hai
arre o jalne walne ka mauka hai
ho ishq mujhe thi aag hui jab mozzam hua
ho ishq mujhe thi aag hui to
re ma pa ni dha ma pa ma ga re sa
nakhriley, nakhriley nakhriley
do raseele hum pe do nasheele
nainon ki aaha bauchhar ho gayi
nakhriley, nakhriley nakhriley
do raseele hum pe do nasheele
nainon ki aaha bauchhar ho gayi
lahu lahaan hua hai falak
yeh kaisa anokha pehra hai
ek suraj doob gaya peechhe
ek suraj saamne nikla hai
ho maana maana ishq-vishq pe zor to nahi
dil mein dum hai, haal chaal kamzor to nahi
ishq ki chaal pe maat manzoor hai
arre o bande mauka hai
arre o jalne walne ka mauka hai
ho ishq mein jal ke aag huye jab mauj sa hua
haan ishq mein jal ke aag huye to
re ma pa ni dha ma pa ma ga re sa
nakhriley, nakhriley nakhriley do raseele
hum pe do nasheele
nainon ki aaha bauchhar ho gayi
nakhriley, nakhriley nakhriley do raseele
hum pe do nasheele nainon ki
aaha bauchhar ho gayi
ho lawarison ki na poochho
unka badaa ek dil hai
lawarison ka na koi
haan unka bada ek dil hai
hain sajde mein aakhein woh uthaayein
hum uske hain to jalwa dikhaayein
hain sajde mein aakhein woh uthaayein
hum uske hain to jalwa dikhaayein
ho chhalia chhal gaye, chhal gaye
chhal gaye bade naina
khatm karein jo haaye
bhasm karein jo hai
shaam bujhaaye aur jalaaye
kat jaaye ratiyan, ratiyan
ratiyan, ratiyan jal na raakh ho jaaye
arre o bande mauka hai
arre o jalne walne ka mauka hai
haan ishq mein jal ke aag huye to
re ma pa ni dha ma pa ma ga re sa
nakhriley, nakhriley nakhriley do raseele
hum pe do nasheele nainon ki
aaha bauchhar ho gayi
dardeele dardeele kisse saare dardeele
dardeele rishte saare dardeele
yeh kisse saare dardeele
yeh rishte saare dardeele
barson mein saare hote hain dardeele
teri aankhon ki aab-o-hawa mein jiyoon
teri maujoodgi ki fiza mein jiyoon
teri baaton se hum to badal jaate hain
meri aankhon ke mausam badal jaate hain
ho mausam sard, mausam garm
sard bhi tu hai, garm bhi tu hai
aag lage, pyaas lage
pyaas lage, aag lage jal jaane de
nakhriley, nakhriley nakhriley do raseele
hum pe do nasheele nainon ki!
takit takit takit takit dha dha dha
aaha bauchhar ho gayi
haan nakhriley nakhriley do raseele
hum pe do nasheele nainon ki
aaha bauchhar ho gayi