Singer | Sonali Bhatawdekar, Udit Narayan & Jaspinder Narula |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Mohabbatein |
soni soni akhiyon vaali
dil deja ya deja re humko tu gaali
hum tere deewane hain
hum aashiq mastane hain
hum tere deewane hain
hum aashiq mastane hain
jhooti jhooti batiyon waale
bholi soorat dil ke ye kaale
jhooti jhooti batiyon waale
bholi soorat dil ke hai
dil ke ye kaale
ye aashiq lut jaane hain
dil sab de tut jaane hain
ye aashiq lut jaane hain
dil sab de tut jaane hain
jaa kudiye jo kar le
gora badan tera rang diya
oye mundiya vaada raha
suli pe jo na tujhe tang diya
main suli pe chad jaanva
tu bol abhi mar jaanva
main tujhse agar dar jaanva
dil naam tere kar jaanva
yaad rakhna mera kehna
ye dil ek din mil jaane hain
hum tere deewane hain
hum aashiq mastane hain
ye aashiq lut jaane hain
dil sab de tut jaane hain
kyon mujhse door khadi hai
badi masti tujhe chadi hai
kyon mujhse door khadi hai
dil ke nazdeek badi hai
aa lag ja gale tu kisi bahane se
bahane se bahane se
badi masti tujhe chadi hai
har ladki door khadi hai
main aagayi phir bhi
tere bulane se
bulane se bulane se
soch kar tha tujhe aana
aakar vaapas ne jaana
hum tere deewane hain
hum aashiq mastane hain
ye aashiq lut jaane hain
dil sab de tut jaane hain
gam ho ya koi khushi
purva ka jhonka hai
ek aaye ek jaayega
kyon dil ko roka hai
is dil ko humne nahin
hame dil ne roka hai
koi bata de zara
kya sach kya dhoka hai
ye duniya saari
badi hai pyari
yahi ek sach hai
ye sab rang bade suhaane hain
hum tere deewane hain
hum aashiq mastane hain
ye aashiq lut jaane hain
dil sab de tut jaane hain
soni soni akhiyon vaali
dil deja ya deja tu gaali
jhooti jhooti batiyon waale
bholi soorat dil ke ye kaale
hum tere deewane hain
hum aashiq mastane hain
ye aashiq lut jaane hain
dil sab de tut jaane hain
hum tere deewane hain
hum aashiq mastane hain
ye aashiq lut jaane hain
dil sab de tut jaane hain.