tumse milkar na jane

tumse milkar na jane lyrics

Poster tumse milkar na jane

tumse milkar na jane

lyrics/Album : Pyar Jhukta Nahin
Details
Singer Kavita Krishnamurthy
Genre Emotional
Language Hindi
Album Pyar Jhukta Nahin
Poster tumse milkar na jane
play
Lyrics

tumse milkar naa jaane kyon

tumse milkar naa jaane kyon

aur bhi kuchh yaad aata hain..

yaad aata hain

tumse milkar naa jaane kyon

tumse milkar naa jaane kyon

aur bhi kuchh yaad aata hain..

yaad aata hain

aaj kaa apna pyaar nahin hain

aaj kaa apna pyaar nahin hain

janmo kaa yeh naata hain..

yeh naata hain

tumse milkar naa jaane kyon

tumse milkar naa jaane kyon


o pyaar key kaatil pyaar key dushman

lakh bani yeh duniya deewani

o hamne wafa ki raah naa chhodi

hamne toh apani haar naa maani

uss mod se bhi ham gujare hai

jis mod pe sab lut jaata hai..

lut jaata hain

tumse milkar naa jaane kyon

tumse milkar naa jaane kyon

aur bhi kuchh yaad aata hain..

yaad aata hain

tumse milkar naa jaane kyon

tumse milkar naa jaane kyon


ek tere bina iss duniya ki

har chij adhuri lagati hai

tum pas ho kitane pas magar

najdiki bhi duri lagati hai

pyaar jinhe ho jaaye unhe

kuchh aur nazar kab aata hain..

kab aata hain

tumse milkar naa jaane kyon

tumse milkar naa jaane kyon

aur bhi kuchh yaad aata hain..

yaad aata hain

tumse milkar naa jaane kyon

tumse milkar naa jaane kyon


mar ke bhi kabhi jo khatm naa ho

yeh pyaar kaa woh afsaana hain

tum bhi toh hamaare saath chalo

toh hamko waha tak jaana hain

woh jhum ke apani dharati se

aakaash jaha mil jaata hain..

mil jaata hain

tumse milkar naa jaane kyon

tumse milkar naa jaane kyon

aur bhi kuchh yaad aata hain..

yaad aata hain

tumse milkar naa jaane kyon

tumse milkar naa jaane kyon.

You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.